Wednesday, April 4, 2012

Emblem for Indian Premiur League (IPL)


Emblem for Indian Premiur League (IPL):


For a nation, where Sachin is loved like a Greek God, Cricket brings all religions together, 
and where a billion wishes come true when India wins, this small poem is dedicated to all IPL fans:


"Yeh Khel nahi yeh jung hai, Veeron par khilta rang hai,
Yodhaon ki bhumi par, dekh rahe sab dang hai, sab dang hai, sab dang hai!!!
Bin sarhadon ki ladai mein, pradeshon ka prakop hai,
Do dalon ki yeh mahabharat nai,Shoorviron ki yeh jung hai, jung hai, jung hai!!!
Bin bhalon aur talwaron ke, tu marne ko tyaar hai,
Tu Dekh har phoonkar ko, apni chonti par buland hai, buland hai, buland hai!!!
Kuch palon mein hai haar-jeet, lambi mehnat aur sangarsh hai,
Ekkathe hue shoor-viron mein, shatruaon jaisa pratibhimb hai, pratibhimb hai, pratibhimb hai!!!"

-Raghav